Rahat Indori – Kitni pi kaise kati raat mujhe hosh nahin (राहत इन्दौरी – कितनी पी कैसे कटी रात मुझे होश नहीं है)
Rahat Indori
*****
कितनी पी कैसे कटी रात मुझे होश नहीं है
कितनी पी कैसे कटी रात मुझे होश नहीं है
रात के साथ गयी बात मुझे होश नहीं
रात के साथ गयी बात मुझे होश नहीं
मुझ को ये भी नहीं मालूम की जाना है कहाँ
थाम ले कोई मेरा हाथ मुझे होश नहीं
थाम ले कोई मेरा हाथ मुझे होश नहीं
आंसूंओं और शराबों में गुज़र है अब तो
मैं ने कब देखी थी बरसात मुझे होश नहीं
मैं ने कब देखी थी बरसात मुझे होश नहीं
जाने क्या टूटा है पैमाना की दिल है मेरा
बिखरे बिखरे हैं खयालात मुझे होश नहीं
बिखरे बिखरे हैं खयालात मुझे होश नहीं
राहत इन्दौरी
<—-ये ज़िन्दगी सवाल थी जवाब माँगने लगे अँधेरे चारों तरफ़ सायं-सायं करने लगे—->
राहत इन्दौरी कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Kitni pi kaise kati raat mujhe hosh nahin
Kitni pi kaise kati raat mujhe hosh nahin
raat ke saath gaii baat mujhe hosh nahin
raat ke saath gaii baat mujhe hosh nahin
mujh ko ye bhii nahin maaluum ki jaanaa hai
kahaan thaam le koi meraa haath mujhe hosh nahin
kahaan thaam le koi meraa haath mujhe hosh nahin
aansuon aur sharaabon mein guzar hai ab to
main ne kab dekhi thi barasaat mujhe hosh nahin
main ne kab dekhi thi barasaat mujhe hosh nahin
jaane kya toota hai paimaana ki dil hai mera
bikhare bikhare hain khayaalaat mujhe hosh nahiin
bikhare bikhare hain khayaalaat mujhe hosh nahiin
Rahat Indori
<—–Ye zindagi sawaal thi jawab mangne lage Andhere Chaaro taraf Saayan-Saayan karne lage—->
Collection of Rahat Indori Ghazals and Shayari
*****